My village

Ek ladka tha jiska naam rahul tha wo har bar apne gao jata tha. Her saal apne gao ghumne jata school ki chuttiyo me . wo jata or wapas aa jata lekin .ja wo bada hua college startkiya tab lock down lagya tha . to apne gao nhi ja paya . fir ek din uase Jane ka mika mila . wo gao gya shadi me gya . usae kuch achha nhi laga lekin fir uski suniya me ek ladki ayi . to rahul bohot sarmaya usse apni baat kehne Ki himmat nhi ker Paya . wo apne gao me 2 moth tak ruka . uako dekhta rehta tha lekin bol nhi pata tha fir . usne uski friend se baat ki usne uski help ki lekin rahul ke sath kabhi esha nhi hua tha uski baat hone lagi mager rahul apni dil ki baat nhi bol pata use der tha kahi wo naraz nhi ho jaye ese kert ek hafta ho gya wo rahul se dor chali gai rahul udash hua jab wo waps ayi rahul study ki problems ki wajha se gao se mumbai chala gya or uska man nhi lagta h . wo uae yaad kerke dukhi ho jata h mager usne so cha ki wo ab usse break up lelega kyu Ki uska man nhi lagta h kisi bhi kaam me wo dipration me chalgya tha . rahul ne phone kiya or use mana ker diya or dono log bohot dukhi huye rahul ne mana kerke phone cut ker diya or bohot roya . usse um mid h ki wo kuch banker uske paas dubara Jaye ga use maafi magega . use der tha ki kahi uski Shadi na ho jaye isliye wo himat kerke use phone lagata h mager uski away sun ker cut ker deta tha . rahul.

Write a comment ...

Write a comment ...